Pages
Home
Bewafa Poetry
Sad Love Poetry
Love Poetry
Yaad Poetry
Eid Poetry
Bhool Poetry
Pakistani Festivals
Intizar Poetry
Romantic Poetry
Shikwa Poetry
Anso Poetry
Hasrat Poetry
Hussan Poetry
Ishq Poetry
Showing posts with label
Bicharna Poetry
.
Show all posts
Showing posts with label
Bicharna Poetry
.
Show all posts
Wednesday, 8 March 2017
Bicharr kar tum say
Bicharr kar tum say raah-e-ishq main itnay huwy tanha
Thakay tanha giray tanha uthay tanha chalay tanha
Tuesday, 27 January 2015
Usay kaho kay wo apni masrofiyyat
Usay kaho kay wo apni masrofiyyat kam kar day
Sunna hay bicharnay ki ye pehli nishani hoti hay
Wednesday, 8 October 2014
Barsoon baad mila
Barsoon baad mila our mera naam tak bhool gaya
Bicharty wakt jis nay kaha tha tum bhohat yaad ao gay
Sunday, 28 September 2014
Mohabbat main nahi hay shartt
Mohabbat main nahi hay shartt milnay ya bicharnay ki
Ye un khud gharz jazzbon say bhohat agay ki dunia hay
Friday, 1 August 2014
Tum paas nahi ho to ajab haal hay dill ka
Tum paas nahi ho to ajab haal hay dill ka
Yun jaisay may kuch rakh kar kahin bhool gai hon
Friday, 4 July 2014
Chor kay ja rehe ho
Chor kay ja rehe ho or kahtay ho qayammat ko milain gain
Goyya ess din kay baad qayammat koi our bhi hay
Monday, 23 June 2014
Itni ulfat say na mila kro hum say
Itni ulfat say na mila kro hum say humay jeena dushwar lagta ha
Raabtay jab had say barh jain to bicharna dushwaar lagta hay
Friday, 20 June 2014
Udaasi, sham, tanhai, kassak yaadon ki baychaini
Udaasi, sham, tanhai, kassak yaadon ki baychaini
Mujhay sab soonp kar soraj utar jata hay pani main
Zara si baat pay tanha sab hi yun chor jatay hain
Zara si baat pay tanha sab hi yun chor jatay hain
Mohabbat kar kay logon say sambhali kiun nahi jati
Sunday, 1 June 2014
Ye bhi acha huwa shaid,
Ye bhi acha huwa shaid, kay usay paa na sakay hum
Hamara ho kay agar bicharrta to qayamat hoti
Monday, 19 May 2014
Teri yaad ki baraf bari ka mossam
Teri yaad ki baraf bari ka mossam
Sulaggta raha dill kay andar akelay
Eraada tha jee lon ga tujh say bichar kar
Guzarta nahi aik December akalay
Friday, 25 April 2014
Ye raastay kay sathi hain inhain akhir bicharrna hay
Ye raastay kay sathi hain inhain akhir bicharrna hay
Chalo ab ghar chalain saghir bhohat awaargi kar li
Sunday, 13 April 2014
Itna betaab na ho mujh say bicharrny k liye
Itna betaab na ho mujh say bicharrny k liye
Tujh ko ankhoon say nhi dil se juda krna hay
Tuesday, 25 March 2014
Rao gay bhohat hum say bicharr kay maan lo
Rao gay bhohat hum say bicharr kay maan lo
Ye chahat kay sajday hain qazza soch kay karna
Sunday, 16 March 2014
Mukhtasar mohabbat ka mukhtasar anjaam
Mukhtasar mohabbat ka mukhtasar anjaam
Tum bichrray , hum bikhray
Friday, 14 March 2014
Agar Kabhi neend a jaye tu so bhi liya kar Saghir
Agar Kabhi neend a jaye tu so bhi liya kar Saghir
Raaton ko jagtay rehnay say bichrray lota nahi kartay
Humay Izahaar karna nahi aaya
Humay Izahaar karna nahi aaya
Unhay Piyaar karna nahi aaya
Hum bas deikhtay hi rah gaye
Aur waqt ko thamna nahi aaya
Wo chaltay chaltay itne door chale gaye
Humay rokna bhi nahi aaya
Sunday, 9 March 2014
Tumko hum dill main bassa lain gain
Tumko hum dill main bassa lain gain, tum aao to sahi
Saari duniya say chupa lain gain, tum aao to sahi
Ek waada karo ab hum say na bichrro gay kabhi
Naaz hum saaray utha lain gain tum aao to sahi
Thursday, 6 March 2014
Us wakt teray dill main bhohat dard uthay gaa
Us wakt teray dill main bhohat dard uthay gaa
Jab mujh say bicharr kar tujhay meray humnaam milain gain
Sunday, 16 February 2014
Ab kisi or ko chahoon to shikayat kaisi
Ab kisi or ko chahoon to shikayat kaisi
Tum jo Bichray ho Muhabbat meri addat kar kay
Older Posts
Home
Subscribe to:
Posts (Atom)