Showing posts with label Tamanna Poetry. Show all posts
Showing posts with label Tamanna Poetry. Show all posts

Saturday, 14 April 2018

Tujh ko panay ki arzoo

Tujh ko pannay ki arzoo karna
Andhion main diya jalana tha


Monday, 3 October 2016

Neendon ko tarasty hain

Neendon ko tarastay hain khuwabon kay tamannai
Ek khuwaab ki ankhon nay kia khoob sazza paai...


Friday, 23 January 2015

Friday, 1 August 2014

Thursday, 26 June 2014

Tamaam umar esi baat ka gharoor raha mujhay

Tamaam umar esi baat ka gharoor raha mujhay
Kisi nay mujh say kaha tha kay hum tumharay hain



Wednesday, 11 June 2014

Hum bhi mojood thay taqdeer kay darwazay par

Hum bhi mojood thay taqdeer kay darwazay par
Logon nay dollat ki tamanna ki hum nay tumhay mang liya


Monday, 12 May 2014

Saathi ho agar tum sa

Saathi ho agar tum sa, manzil ki tamanna kia
Hum ko safar piyara, manzil ka KHUDA hafiz



Tery gharoor ko deikh k

Tery gharoor ko deikh k teri tamanna bhi chor di hum nay
Zara hum bhi to deikhain k kon chahta hay tujhay hamari tarha


Wednesday, 7 May 2014

Jaisi hay teri tamanna waisay piyaar krain gain

Jaisi hay teri tamanna waisay piyaar krain gain
Har dhadkan par apni wafa ka Ikraar krain gain
Jaha bhi jao gay har qaddam humay hi pao gay
Ishq kay har morr par tera intezaar krain gain



Saturday, 22 March 2014

Ek tamanna thi jo hasrat ban gai

Ek tamanna thi jo hasrat ban gai
Kabhi dosti thi ab mohabbat ban gai
Kuch is terha shamil huway tum zindagi main
Kay Tujh ko sochtay rehna meri addat ban gai


Monday, 10 March 2014

Monday, 24 February 2014

Jo bhi manga, wohi manga jo muqaddar main na tha

Jo bhi manga, wohi manga jo muqaddar main na tha
Apni har aik tamanna say, Shikayat hay mujhay 


Tuesday, 7 January 2014

Sunday, 22 December 2013

Woh to khud ho hi gai tumsay Muhabbat warna

Woh to khud ho hi gai tumsay Muhabbat warna
Hum woh khudgarz hain,jo apni bhi tammana na karain




Sunday, 15 December 2013

Boht tamanna thi kisi ko apna bnane ki

Boht tamanna thi kisi ko apna bnane ki
Boht tamanna thi kisi ka ho janay ki
Par kya pata tha jis k hum hona chahtay thay
Unhay addat hi nahi kisi ko apna bananay ki


Saturday, 14 December 2013

Sirf Aik hi Tamana rakhty hain hum apny Dill main

Sirf Aik hi Tamana rakhty hain hum apny Dill main
Bus Mohabbat say yaad karo chahay Mudtto'n baad karo...


Friday, 13 December 2013

Tamanna say nahi tanhai say dar lagta hay

Tamanna say nahi tanhai say dar lagta hay 
Piyar say nahi ruswai say dar lagta hay
Milnay ki to bhohat chahat hay 
Par milnay k baad Judai say dar lagta hay