Showing posts with label Dhoka Poetry. Show all posts
Showing posts with label Dhoka Poetry. Show all posts

Sunday, 12 March 2017

Dil dhokay main hay

Dil dhokay main hay
Or dhokay baaz dil main..



Monday, 3 October 2016

Main jaan boojh kay utra tha

Main jaan boojh kay uttra tha jaal main us kay
Wo sochta tha kashish hay jamaal main us kay....


Sunday, 13 April 2014

Teray wadday ki haqiqqat

Teray wadday ki haqiqqat to ayaan hay lakin
Aah wo log jo majboor-e-yakeen hotay hain
Kiun na ek jhooti tassalli pay qannaat kar lain
Loog kahtay hain addam, khuab haseen hotay hain


Friday, 4 April 2014

Thursday, 27 March 2014

Mujh ko dhoka day gaya mera hi zooq-e-intikhaab

Mujh ko dhoka day gaya mera hi zooq-e-intikhaab
Darr haqiqqat log jo achay na thay, achay lagay


Tuesday, 25 March 2014

Bhohat nazdeek say faraib day gaya koi

Meray honton ko hansi day kar meray ansuon ko ponch kar
Bhohat nazdeek say faraib day gaya koi


Monday, 17 February 2014

Kab tak teray Faraib ko ek haadsa kahon

Kab tak teray Faraib ko ek haadsa kahon
Aye Ishq tu nay mera tamasha bana diyaa




Tuesday, 4 February 2014

Jooq dar jooq tammannaoo k dhokay

Jooq dar jooq tammannaoon kay dhokay
Dill agar ab bhi dharakta hay to pagal hay


Saturday, 28 December 2013

Tum do Fareeb Mujhay aur main samjhon Hunar usay

Tum do Fareeb mujhay aur main samjhon Hunar usay
Ab itna bhi Saadgi ka zammana nahi raha