Showing posts with label Saadgi Poetry. Show all posts
Showing posts with label Saadgi Poetry. Show all posts

Monday, 13 March 2017

Kitnay anjaan hain

Kitnay anjaan hain kia saadgi say pochtay hain
Kahiye kia meri kisi baat par rona aya hay



Monday, 16 June 2014

Achi surrat ko sanwarnay ki

Achi surrat ko sanwarnay ki zarorat kiya hay
Saadgi bhi to qayammat ki adda hoti hay


Saturday, 10 May 2014

Itnay ghor say na deikho meri Haal-e-Saadgi ko

Itnay ghor say na deikho meri Haal-e-Saadgi ko
Bikhray huway log aksar esi hi hal main hotay hain


Wednesday, 7 May 2014

Kitnay anjaan hain kia saadgi say pochtay hain

Kitnay anjaan hain kia saadgi say pochtay hain
Kahiye kia meri kisi baat par rona aya hay


Monday, 24 February 2014

Tum say gila kia na zamanay say kuch kaha

Tum say gila kia na zamanay say kuch kaha
Barbaad ho gaye bari Saadgi say hum



Saturday, 22 February 2014

Badla Wafa ka dain gain bari Saadgi say hum

Badla Wafa ka dain gain bari Saadgi say hum
Tum hum ko bhool jao gay our Zindagi ko hum 



Pochtay hain kay....Kia huwa dill ko

Pochtay hain kay....Kia huwa dill ko
Hussan walon ki Saadgi nahi gai


Khushmizaji bhi mashoor thi hamari

Khushmizaji bhi mashoor thi hamari, Saadgi bhi kamal thi
Hum sharaarti bhi intiha kay thay, Ab sanjida bhi baymisaal hain