Pages
Home
Bewafa Poetry
Sad Love Poetry
Love Poetry
Yaad Poetry
Eid Poetry
Bhool Poetry
Pakistani Festivals
Intizar Poetry
Romantic Poetry
Shikwa Poetry
Anso Poetry
Hasrat Poetry
Hussan Poetry
Ishq Poetry
Showing posts with label
Udaas Poetry
.
Show all posts
Showing posts with label
Udaas Poetry
.
Show all posts
Friday, 9 June 2017
Bay rukhi k sath
Bay rukhi k sath sunna dard-e-dil ki daastan
Wo kalaai main tera...kangan ghumana yaad hay
Sunday, 28 September 2014
Sirf chehray ki udaasi
Sirf chehray ki udaasi say nikal aye anso
Dill ka alam to abhi us nay deikha hi nahi tha
Friday, 20 June 2014
Udaasi, sham, tanhai, kassak yaadon ki baychaini
Udaasi, sham, tanhai, kassak yaadon ki baychaini
Mujhay sab soonp kar soraj utar jata hay pani main
Sunday, 15 June 2014
Shaam hotay hi yeh dill udaas hota hay
Shaam hotay hi yeh dill udaas hota hay
Tutay khuwabon kay siwa kuch na pas hota hay
Teri yaad aisay main bhohat ati hay
Chaand jab apnay sitaron kay paas hota hay
Saturday, 24 May 2014
Chala gaya to kabhi...
Chala gaya to kabhi...loat kar na aaounga
Tum es qadar na satao bhohat udaas hon main
Tuesday, 25 March 2014
Na janay aj kiun bhohat udaas hay mera dill
Na janay aj kiun bhohat udaas hay mera dill
Lagta hay humay bhool janay ka erada hay kisi ka
Sunday, 23 March 2014
Mohabbaton ki saza Be misaal day us nay
Mohabbaton ki saza Be misaal day us nay
Udaas rahnay ki addat si daal di us nay
Sunday, 9 March 2014
Munasib samjho tou sirf itna hi bata do
Munasib samjho tou sirf itna hi bata do
Dill baychain hay bhohat kahin tum udaas to nahi
Saturday, 1 March 2014
Aye KHUDA us kay aik aik lamhay ki hifazzat karna
Aye KHUDA us kay aik aik lamhay ki hifazzat karna
Masoom sa chehra hay udaas ho to acha nahi lagta
Monday, 24 February 2014
Udaas honton pay
Udaas honton pay Muskurahat kay phool mahkain to jaan lena
Kay dill k andar ki kuch udaasi bhohat udaasi main dhal ri hay
Wednesday, 19 February 2014
Mujh say kahti hay teray saath rehon gi
Mujh say kahti hay teray saath rehon gi
Bhohat piyaar karti hay mujh say meri udaasi
Monday, 17 February 2014
Shahar-e-Dill ki Udaasi bay sabbab to nahi
Shahar-e-Dill ki Udaasi bay sabbab to nahi
Kuch to badla hay har mossam Udaas hay
Sunday, 9 February 2014
Ye dill bhohat Udaas hay jab say khabar hoi
Ye dill bhohat Udaas hay jab say khabar hoi
Miltay ho tum khaloos say har aadmi kay sath
Friday, 17 January 2014
Ghazab ka Piyar tha us ki Udaas ankhon main
Ghazab ka Piyar tha us ki Udaas ankhon main
Ehsaas tak na huwa kay wo Bichadnay wala hay
Sunday, 12 January 2014
Udaas dill hay magar milti hon har ek say hans kar
Udaas dill hay magar milti hon har ek say hans kar
Yahi ek funn seekha hay bhohat kuch khonay kay baad
Sunday, 5 January 2014
Wo bhi Udaas wahan main bhi baychain hoon
Wo bhi Udaas wahan main bhi baychain hoon
Kaash hum Mashwra kartay mohabbat karnay say pahlay
Sunday, 22 December 2013
Udassi tum pay beetay gi to tum bhi jan jao gay
Udassi tum pay beetay gi to tum bhi jan jao gay
Koi nazar andaaz karta hay to kitna dard h0ta hay
Sunday, 15 December 2013
Rooh main koi gham hay poshida
Rooh main koi gham hay poshida
Zindagi bay sabbab Udaas nahi
Kiun na apni Khushi usay deta
Kiun na apni Khushi usay deta
Wo bhohat hi Udaas aya tha
Meri saans ek amannat thi
May khud apna nahi paraya tha
Monday, 9 December 2013
Tumhein Udaas daikh kay hota hay ye gumaan
Tumhein Udaas daikh kay hota hay ye gumaan
Jaisay bahaar ka koi lamha Udaas ho
Older Posts
Home
Subscribe to:
Posts (Atom)