Showing posts with label Zawwal Poetry. Show all posts
Showing posts with label Zawwal Poetry. Show all posts

Wednesday, 23 July 2014

Zawwal hay kay tera saath nahi

Zawwal hay kay tera saath nahi
Kamal hay kay jee rahi hoon


Saturday, 12 July 2014

Meray zawwal say pehlay chor gaya wo mujhay

Meray zawwal say pehlay chor gaya wo mujhay
Haseen to tha hi par zaheen kitna tha 



Friday, 9 May 2014

KHUDA karay kay meri Arz-e-Paak par utray

KHUDA karay kay meri Arz-e-Paak par utray
Wo Fasal-e-Gull jisay Andesha-e-Zawwal na ho


Friday, 4 April 2014

Wednesday, 12 March 2014

Takmeel to Zawaal ka pehla Parao hay

Takmeel to Zawaal ka pehla Parao hay
Khud ko esi sabbab say mukammal nahi kia


Monday, 3 March 2014

Haye ye Ishq zawwaal ka kay ab

Haye ye Ishq zawwaal ka kay ab
Hijjar main hijjar ka malaal nahi 



Muntazzar meray zawwal kay hain

Muntazzar meray zawwal kay hain 
Meray apnay bhi mohsin kamal kay hain



Zawwal-e-shab main sitaron nay sath chorr diya

Zawwal-e-shab main sitaron nay sath chorr diya
Saba chali to chiragoon nay sath chorr diya
Mila jo mouqa mujhe un se baat krne ka
Meray naseeb kay lafzon nay sath chor diya
woh roo ba roo’ thi magar uss ko dekhtay kaisay
Woh rang-o-noor thi ankhon nay sath chor diya




Saturday, 1 March 2014

Bss teri Yaad dhal nahi paayi

Bss teri Yaad dhal nahi paayi
Warna kis ko yahan zawaal nahi