Friday 13 December 2013

Kabi kabi Dil chahta hay kay kuch aisa ho jaye

Kabi kabi Dil chahta hay kay kuch aisa ho jaye
Paperz hon magar result na aye
Classes hon magar teacherz Na ayain
Bus main beithain College na aye
Picnic par jain magar wapis na ayain
Gaadi chalain magar Petrol na dalwain
Kabi kabi parhain magar Pass ho jain
Haftay main chaar chaar din hon takay itwar jaldi aye



No comments: