Showing posts with label Jeevan Poetry. Show all posts
Showing posts with label Jeevan Poetry. Show all posts

Tuesday 31 January 2017

Mujhay khaamosh raahon main

Mujhay khaamosh raahon main tera sath chahiye
Tanha hay mera haath tera haath chahiye


Monday 22 June 2015

Tujhay piyar karte karte

Tujhay piyar karte karte yunhi umar beet jaye
Karon jo main bewafai mujhay mout bhi na aaye
Jo aitbaar ho to tum say yahi kahain gain
Tere dil main ghar bana kar teri bahon main rahe gain
Tumhe is kaddar main chahu jitna koi na chahay
Tumse shuro hoi hain mere piyar ki kahani
Tum pay nisaar kar don main apni Zindgani
Mera humsafar banay gain teri chahaton k Saaye
Tujhe piyar karte yarte yuhi umar beet jaye
Karu jo main bewafai mujhe mout bhi na aaye



Friday 12 June 2015

Tuesday 27 January 2015

Acha lagta hay mera naam

Acha lagta hay mera naam teray naam k saath
Juri ho koi subah jaisay haseen sham k saath


Tuesday 7 October 2014

Deikha Eid ka chaand

Deikha Eid ka chaand to mangi ye dua RABB say
Day day tera saath Eid ka tohffa samjh kay



Thursday 11 September 2014

Kisi ek say karo piyaar itna

Kisi ek say karo piyaar itna
Kay kisi aur say piyar krny ki gunjaish na rahay
Wo muskura day ap ko deikh kar ek baar
Toh zindagi say phir koi khuaish na rahay


Monday 12 May 2014

Saathi ho agar tum sa

Saathi ho agar tum sa, manzil ki tamanna kia
Hum ko safar piyara, manzil ka KHUDA hafiz



Friday 2 May 2014

Ladki kay haath main Mehndi achi lagti hay

Ladki kay haath main Mehndi achi lagti hay
Ladkon kay haath main mehndi walay haath


Wednesday 19 March 2014

Ye jeevan bandh liya tum say

Ye jeevan bandh liya tum say ab or kahin humay jana nahi
Kisi or ko haal sunana nahi kisi or ko dil ye dekhana nahi



Friday 14 March 2014

Maqam_e_Mohabbat tum ko pa kar samjha hay

Maqam_e_Mohabbat tum ko pa kar samjha hay
Jahan tak tera saath wahin tak hay Zindagi meri 



Saturday 1 March 2014

Lo khud ko aj hum tmharay naam kartay hain

Lo khud ko aj hum tmharay naam kartay hain 
Apni chahat k kitaab main tera naam bhartay hain



Monday 24 February 2014

Deikhtay hain hum dono juda kaisay ho pain gain

Deikhtay hain hum dono juda kaisay ho pain gain
Tum muqaddar ka likha mantay ho, hum Dua ko azmain gain




Saturday 22 February 2014

Manzil ki baat choro kis nay payi manzilain

Manzil ki baat choro kis nay payi manzilain
Ek safar acha laga ek Humsafar acha lagaa



Monday 17 February 2014

Inhi raaston nay jin pay kabhi tum thay saath meray

Inhi raaston nay jin pay kabhi tum thay saath meray
Mujhay rok rok pochaa tera humsafar kahan hay



Sunday 16 February 2014

Yahi baat Aazmanay ko Chalo ek sath chalty hain

Suna hay mil kay chalnay say muqaddar jaag jatay hain
Yahi baat azmanay ko Chalo ek sath chalty hain