Showing posts with label Khabar Poetry. Show all posts
Showing posts with label Khabar Poetry. Show all posts

Wednesday 8 March 2017

Aayinay bhi tumhay

Aayinay bhi tumhay tumhari khabar nahi day saktay
Ao deikho hmari nighahon say tum kitne haseen ho


Tuesday 14 February 2017

Hum nay manna

Hum nay manna kay taghaful na karo gay lakin
Khaak ho jain gain hum, tum ko khabar honay tak


Tuesday 27 January 2015

Aayinay bhi tumhain tumhari khabar

Aayinay bhi tumhain tumhari khabar na day sakain gain
Aao deikho meri nigahon main kitnay haseen ho tum


Saturday 14 June 2014

Zabbt kahta hay khamoshi say bassar ho jaye

Zabbt kahta hay khamoshi say bassar ho jaye
Dard ki zidd hay sab ko khabar ho jaye



Tuesday 20 May 2014

Tujhay kia khabar kay teri yaadon nay

Tujhay kia khabar kay teri yaadon nay mujhay kis trah sataya
Kbhi akelay main hansa diya to kbhi mahfilon main rula diya



Sunday 27 April 2014

Humay khabar hay mohabbat kay sab thikanoon ki

Humay khabar hay mohabbat kay sab thikanoon ki
Shareek-e-Jurm na hotay, to mukhbbari kartay


Tuesday 22 April 2014

Mohabbat ye nahi kay tum tarppo

Mohabbat ye nahi kay tum tarppo usay khabar bhi na ho
Mohabbat ye hay tumhra dil dharkay to us kay dil pay qayamat guzray


Monday 3 March 2014

Baykhabar tujhay kiya khabar

Baykhabar tujhay kiya khabar
Teri ankhon main kaisa jamaal hay
Tujhay deikh lay jo bas ek nazar
Us ki ankhon main phir ye sawal hay