Showing posts with label Bebasi Poetry. Show all posts
Showing posts with label Bebasi Poetry. Show all posts

Saturday 14 April 2018

Tujh ko panay ki arzoo

Tujh ko pannay ki arzoo karna
Andhion main diya jalana tha


Friday 16 June 2017

Hum nay to bas kaliyan

Hum nay to bas kaliyan mangi thi kanton ka haar mila
Janay wo kaisy log thay jin k piyar ko piyar mila....


Wednesday 8 March 2017

Bicharr kar tum say

Bicharr kar tum say raah-e-ishq main itnay huwy tanha
Thakay tanha giray tanha uthay tanha chalay tanha


Koi halaat nahi samjhta

Koi halaat nahi samjhta 
To koi jazzbaat nahi samajhta
Ye apni apni samajh hay
Koi kora panna parh leta hay 
To koi Puri kitaab nahi samajhta


Wednesday 1 March 2017

Wednesday 8 February 2017

Milega na tumhay koi

Milega na tumhay koi is zameen par
Ye saray nishanay laga do hami par
Hamay bhol jana bhale tum kbhi bhi
Par shak na karna hamaray yaqeen par
Kisi ki nazar na lag jaye tum ko
Ye dunia ki nazrain lagi hain tumhi par
Mohabat main haan hi zaroori nahi hay
Main ashiq bana hon tumhri nahi par


Tuesday 31 January 2017

Friday 20 January 2017

Shiddat-e-Ishq

Shiddat-e-Ishq kay bawajood
Talluq ab sirf chup ka hay....



Kash tu ek qaddam

Kash tu ek qaddam meri taraf barha deta
Main apni sabhi manzilain teri dehleez say mila deta...


Sunday 9 October 2016

Aj kiun takleef hoti ha

Aj kiun takleef hoti ha tumhay meri berukhi say
Tum hi nay to seekhaya ha kaisay dil jalatay hain..


Thursday 6 October 2016