Showing posts with label Neend Poetry. Show all posts
Showing posts with label Neend Poetry. Show all posts

Tuesday 27 June 2017

Abhi "ayian" likhon

Abhi "ayian" likhon tu sochay mujhay
Phir "sheen" likhon teri neend urray
Jab "qaaf" likhon tujhay kuch kuch ho
Main "ishq" likhon tujhay ho jaaye....


Thursday 26 January 2017

Teri ankhon ki kashish

Teri ankhon ki kashish kaisay tujhay samjhaon
Inn charaghon nay meri neend urra rakhi hay



Thursday 6 October 2016

Tanhaiyon main muskurana

Tanhaiyon main muskurana ishq hay
Ek baat ko sab say chupana ishq hay
Yun to neend nahi ati hmy raat bhar
Magar sotay sotay jagna or jagtay jagtay sona hi ishq hay


Monday 3 October 2016

Neendon ko tarasty hain

Neendon ko tarastay hain khuwabon kay tamannai
Ek khuwaab ki ankhon nay kia khoob sazza paai...


Tuesday 8 July 2014

Jis khuab main ho jaye deedar-e-Nabi(SAW) hasil

Jis khuab main ho jaye deedar-e-Nabi(SAW) hasil
Aye ishq kbhi hum ko bhi wo neend sula day (AMEEN)


Thursday 26 June 2014

Sunday 25 May 2014

Taaron ka go shumaar main ana mahal hay

Taaron ka go shumaar main ana mahal hay
Lakin kisi ko neend na aye to kia karay?


Friday 23 May 2014

Kitnay nazzuk mizaaj hain wo kuch na pochiye

Kitnay nazzuk mizaaj hain wo kuch na pochiye
Neend nahi ati inhain dharkan kay shoor say


Thursday 8 May 2014

Yun hum say rooth kar sonaa theek nahi

Yun hum say rooth kar sonaa theek nahi
Aik baar to yaad kar letay ta kay humay bhi neend a jaye



Monday 5 May 2014

Wo so jati hay aksar humay yaad kiye baghair

Wo so jati hay aksar humay yaad kiye baghair
Humay neend nahi ati us say baat kiye baghair
Qasoor un ka nahi qasoor hamara hay
Unhain chaha bhi un ki ejaazat kay baghair


Friday 25 April 2014

Shaam hotat hi, teri yaad ki pagal khushbu

Shaam hotat hi, teri yaad ki pagal khushbu
Neend ankhon say, sakoon dill say mitta deti hay


Friday 14 March 2014

Agar Kabhi neend a jaye tu so bhi liya kar Saghir

Agar Kabhi neend a jaye tu so bhi liya kar Saghir
Raaton ko jagtay rehnay say bichrray lota nahi kartay