Showing posts with label Gharz Poetry. Show all posts
Showing posts with label Gharz Poetry. Show all posts

Sunday 27 April 2014

Har traf raah main thay kantay bichay huway

Har traf raah main thay kantay bichay huway
Mujh ko teri talab thi guzartay chalaye gaye 



Wednesday 2 April 2014

Ab hum say zindagi ki haqiqqat na pochoo

Ab hum say zindagi ki haqiqqat na pochoo
Bhohat matlabi thay kuch log, jo tanha kar gaye



Kisi our ko meray haal say na gharz hay na koi waasta

Kisi our ko meray haal say na gharz hay na koi waasta
Main bikhar gaya hon samait lo, main biggar gaya hon sanwaar do



Sunday 16 March 2014

Kiun insaan yun khudgarz hota hay

Kiun insaan yun khudgarz hota hay
Bas khud k liye yun sochta hay wo
Auroon k dil ko pairon say kuchal k
Kyun khud ki jeet samajhta hay wo