Showing posts with label Zamanna Poetry. Show all posts
Showing posts with label Zamanna Poetry. Show all posts

Tuesday 31 January 2017

Ranjj kitna bhi krain

Ranjj kitna bhi krain unn ka zammanay walay
Jannay walay to nahi lout kay annay walay


Friday 5 June 2015

Agar poora zamanna

Agar poora zamanna bhi mera hota na
Phir bhi hum teray hi hotay




Thursday 21 May 2015

Tuesday 8 July 2014

Meri zeesst ka hay ye qissa purana

Meri zeesst ka hay ye qissa purana
Tumhain yaad karna, nahi bhool pana
Meray paas a kay tera muskurana
Nazar say guzar kar, jigar main samanna
Ye ghazlain, kitabain, ye yaron ki mehfil
Tujhay bhool panay ka hain ik bahana
Na sun na kabhi bhi mere dil ke nalay
Akelay main meri ghazal gungunana
Muhabbat ki khatir, zamanay say larna
Zamanay ki khatir, muhabbat bhulana