Showing posts with label Nazar andaaz Poetry. Show all posts
Showing posts with label Nazar andaaz Poetry. Show all posts

Friday 9 June 2017

Ajeeb shakhs hay

Ajeeb shakhs hay mujh say guraiz paa bhi hay
Nazar na aaon tu..phir mujh ko dhondhta bhi hay


Sunday 5 March 2017

Andaaz mujhay bhi atay hain

Andaaz mujhay bhi atay hain nazar andaz karnay kay
Tu bhi takleef say guzray ye mujhay gawaara nahi



Sunday 6 July 2014

Nazar andaaz karnay ki Wajah kuch to batatay

Nazar andaaz karnay ki Wajah kuch to batatay
Ab kahan kahan main khud main burai dhondon



Thursday 3 July 2014

Tuesday 10 June 2014

Badal jao bhalay tum

Badal jao bhalay tum, magar ye zahan main rakhna
Kahiin pachtawa na ban jaye, hum say bayrukhi itni 


Friday 30 May 2014

Yun bhi to raaz khul hi jaye ga

Yun bhi to raaz khul hi jaye ga ek din hamari mohabbat ka
Mehfil main jo hum ko chor kar sab ko salam kartay ho



Monday 19 May 2014

Bhohat nazar andaaz karnay lagay ho mujhay

Bhohat nazar andaaz karnay lagay ho mujhay
Baaz a jao warna inhi nazron say dhontay rah jao gay


Sunday 27 April 2014