Shikwa Poetry

Main agar “Bichrra” to tum bhi sun lo
Mujh Jaisa milay to phir na Gawaana...


--------------

Naraz tum, naraz hum 
Kesy mitaain phir ye dooriyan
Hum muntazir, tum bay khabar
Dono ki hain majbooriyaan...



----------------

Kahna toh bhahut kuch chahtay thay unhay
Magar is zubaan nay saath na diya
Kabhi waqt ki khamoshi main khamosh rahay hum
Toh kabhi unki khamoshi nay kuch kahnay na diya...


-------------


Uff uski rothnay ki addayain bhi kya ghazab ki thin
Bat bat par ye kahti soch lo phir '' main bat nai karon gi...


--------------

Iss baat ka malaal hay, shikwa nahi mujhay
Wo shaks paas rah kay bhi samjha nahi mujhay


--------------





No comments: