Showing posts with label Arzo Poetry. Show all posts
Showing posts with label Arzo Poetry. Show all posts

Saturday 14 April 2018

Tujh ko panay ki arzoo

Tujh ko pannay ki arzoo karna
Andhion main diya jalana tha


Saturday 24 January 2015

Meray lafzon say nikal jaye assar

Meray lafzon say nikal jaye assar
Agar koi khuwayish jo teray baad karon


Thursday 2 October 2014

Ehsaas-e-Muhabbat k liye

Ehsaas-e-Muhabbat k liye hum itna hi kahtay hain
Teray bhagair bhi hum teray hi rahtay hain


Sunday 22 June 2014

Chor diya hum nay hemasha kay liye

Chor diya hum nay hemasha kay liye us ki arzo karna
Jis ko mohabbat ki qadar na ho us ko duaoun main kia mangna 


Saturday 31 May 2014

Wednesday 23 April 2014

Sunday 13 April 2014

Teray wadday ki haqiqqat

Teray wadday ki haqiqqat to ayaan hay lakin
Aah wo log jo majboor-e-yakeen hotay hain
Kiun na ek jhooti tassalli pay qannaat kar lain
Loog kahtay hain addam, khuab haseen hotay hain


Sunday 6 April 2014

Ankhoon main ansoo

Ankhoon main ansoo ajate hain 
Phir bhi laboon pr hansi rkhni parrti hay
Ye mohbbat bhi kia cheez hay yaroo
Jissay chahty hain osi se chupani parrti hay


Friday 4 April 2014

Wednesday 5 March 2014

Aarzu hay kay kabhi haath pakarr kar mera

Aarzu hay kay kabhi haath pakarr kar mera
Lay chalay wo kisi guzray huway kal ki janib


Saturday 1 March 2014

Sawal kuch bhi ho

Sawal kuch bhi ho
Jawab tum hi ho
Rasta koi bhi ho
Manzil tum hi ho
Dukh kitna hi ho
Khushi Tum hi ho
Armaan kitna bhi ho
Aarzoo tum hi ho
Gussa kitna bhi ho
Piyar tum hi ho
Khuwab koi bhi ho
Us main tum hi ho
kyun kay tum hi ho
Ab tm hi ho
Meri ashiqi ab tum hi ho


Wednesday 19 February 2014

Arzo honi chahiye kisi ko Yaad karnay ki

Arzo honi chahiye kisi ko Yaad karnay ki
Lamhay to apnay ap hi mil jatay hain



Saturday 8 February 2014

Aisa lagta hay zindagi tum ho

Aisa lagta hay zindagi tum ho
Ajnabi kesay ajnabi tum ho
Ab koi arzo nahe baqi
Justuju meri akhri tum ho


Wednesday 15 January 2014

Sunday 12 January 2014

Dil kisi aur ka na ho paya

Dil kisi aur ka na ho paya
Aarzo meri aj bhi tum ho



Tuesday 7 January 2014

Aik Arzo si hay kay un ko bhool jain hum

Aik Arzo si hay kay un ko bhool jain hum
Mager un ki Yaad ati hay ye hasrat haar jati hay


Friday 3 January 2014

Barsoon meri Fitrat-e-Dil lagi

Barsoon meri Fitrat-e-Dil lagi, sadiyon meri Arzo-e-Zindagi
Dill fareeda hon, ashk pita hon, hont seeta hon or bas jeta hon


Sunday 22 December 2013

TuJh say milay na thay to koi Aarzoo na thi

TuJh say milay na thay to koi Aarzoo na thi
Deikh liya tujhy to teray Talabgaar ho gaye



Sunday 15 December 2013

Us ki arzoo main mera wajood hi na raha

Us ki arzoo main mera wajood hi na raha
Tabah kar gae meri hasti ko arzoo teri...